Aaaa……. -2 Juda hoke bhi tu mujh mein kahin baaki hain Palkon mein banke aansoon tu chali aati hain Juda hoke bhi….. Waise zinda hoon aye zindagi bintere main Dard hi dard baaki raha hain seene mein Saans lena Bhar hi yahan jeena nahi hain Ab to adat si hain mujhko aise jeene mein Juda [...]
Archive for September, 2007
Pee kar raat ko hum usko bhulane lage, Sharaab mE gHaM Ko hUm Milane lagE, yEH dAaRu bHi beWafa NiklI yAarOn, Nashe mEin toH vO aRr bHi zayada yaaD aaNe laGe…
Tume chahne wale kam na honge, waqt ke sath shayad hum na honge, chahe kisi ko kitna bhi pyar dena, par yadoon ke haqdaar sirf hum hi honge…
Wafa ka naam na lo yaron wafa ab dil ko dukhati hai….. sach to yeh hai wafa ka naam lene se phir ek bewafa ki yaad aa jati hai….
kAash ki samajhte aap is dil ki tadap ko, To yoon na hume rusva kiya na hota, aapki yeh berukhi bhi manzoor thi humen bas, ek baar hume samajh to liya hota…








































